1 / 5

SACH KAHO (NAZAM) ISMAIL MERITHI (POET)

SACH KAHO (NAZAM) ISMAIL MERITHI (POET). CLASS : III SUBJECT: URDU NAME :KANWAL ZEHRA DATE:15/7/2011. PAS-E-MANZAR ( SHAAIR KA). MOULANA ISMAIL MIRUTHI 12/11/1844 KO MIRUTH MAIN PAIDA HOYE.

Download Presentation

SACH KAHO (NAZAM) ISMAIL MERITHI (POET)

An Image/Link below is provided (as is) to download presentation Download Policy: Content on the Website is provided to you AS IS for your information and personal use and may not be sold / licensed / shared on other websites without getting consent from its author. Content is provided to you AS IS for your information and personal use only. Download presentation by click this link. While downloading, if for some reason you are not able to download a presentation, the publisher may have deleted the file from their server. During download, if you can't get a presentation, the file might be deleted by the publisher.

E N D

Presentation Transcript


  1. SACH KAHO (NAZAM)ISMAIL MERITHI (POET) CLASS : III SUBJECT: URDU NAME :KANWAL ZEHRA DATE:15/7/2011

  2. PAS-E-MANZAR(SHAAIR KA) • MOULANA ISMAIL MIRUTHI 12/11/1844KO MIRUTH MAIN PAIDA HOYE. • APP KAY WALID SHAIKH PIR BUKSH AIK TALIM YAFTA INSAN THAY AUR WHO HEE MOULANA KAY PEHLAY USTAD THAY. • GHER PER FAARSI AUR 10SAL KEE UMER MAIN QURAN KHATAM KIYA. • FAARSI KEE ALA TALIM AIK ALIM RAHIM BAIG SAY HASIL KEE.

  3. KHASOSIAT • MOULANA NAY DEENI ULOOM KEE TAKMEEL KAY BAD JADID ULOOM SEKHAY. • ANGREZI ZUBAN PER MAHARAT HASIL KEE AUR ENGINEERING KA IMTEHAN PASS KIYA. • APP NAY ALA MULAZMAT HASIL KERNAY KAY BAJAYE TADRIS KA SHOBA IKHTIAR KEA. • MOULANA NAY APNI SARI ZINDAGI QAOUM KAY NONEHALON KEE ZEHNI AUR IKHLAQI TARBIAT MAIN WAQF KER DEE.

  4. ASRAT • IN KEE NAZMON KAY ZARIAY BACHON MAIN ILM KA SHOUQ PAIDA HOTA HAY. • TALIM KAY SATH SATH BACHON KEE IKHLAQI AUR TEHZIBI TARBIAT BHEE HOTI HAY.

  5. HURF-E-AKHIR • MOULANA KEE ZINDAGI QAOUM KEE TALIM O TARBIAT AUR KHIDMAT GUZARI KA BEHTREEN NAMONA THEE. • MOULANA NAY IKHLAQI AUR TALIMEE ISLAH KEE KOSHISAIN SARI UMER JAREE RAKHEEN. • MOULANA KEE NAZMAIN ITNI SADA AUR DILKASH HAIN K AKSER ASHAR AIK MARTABA PERHNAY SAY HEE YAD HO JATY HAIN.

More Related