E N D
Google Analytics in SEO Class Presentation by Rivaa
What is Google Analytics? • Google Analytics ek free tool hai jo Google ne banaya hai. • Yeh tool website ke traffic ko track karta hai. • Matlab, kitne log website visit kar rahe hain, wo kaun hain, aur kya kar rahe hain.
Role in SEO • SEO = Search Engine Optimization • Google Analytics SEO mein help karta hai by showing: • • Kitne log website par aa rahe hain • • Kaunse pages zyada popular hain • • Log kaha se aa rahe hain (search, social media, etc.) • • Log kitni der rukte hain • • Strategy ko improve karne ke liye data provide karta hai
Important Features • Users – Kitne log aaye • Sessions – Total visits • Bounce Rate – Jaldi site chhodne wale log • Traffic Sources – Log kaha se aa rahe hain • Behaviour – Website par kya kar rahe hain
Conclusion • Google Analytics ek powerful tool hai. • Website ki performance aur SEO strategy track karne mein help karta hai. • Iske bina SEO efforts ka result samajhna mushkil hota hai.
Doubts & Answers • Q1: Free ya paid? – Free for most users. • Q2: Data storage? – Usually 26 months. • Q3: Bounce rate? – Log bina page explore kiye nikal jaate hain. • Q4: Connection with SEO? – Data se pata chalta hai SEO kitna effective hai. • Q5: Setup? – Account banana aur website mein tracking code lagana hota hai.