1 / 19

Yug Nirman Yojna

Yug Nirman Yojna. “YUG NIRMAN ” : Few Queries. What ? Kya Why ? Kyu How ? kaise When ? kab Where ? Kaha. What is YUG NIRMAN ?. Yug Nirman is a project of re-construction of the Era/Society. Why YUG NIRMAN ?. YUG NIRMAN : HOW?. YUG NIRMAN : WHEN?. It’s a Maintenance project.

nitza
Download Presentation

Yug Nirman Yojna

An Image/Link below is provided (as is) to download presentation Download Policy: Content on the Website is provided to you AS IS for your information and personal use and may not be sold / licensed / shared on other websites without getting consent from its author. Content is provided to you AS IS for your information and personal use only. Download presentation by click this link. While downloading, if for some reason you are not able to download a presentation, the publisher may have deleted the file from their server. During download, if you can't get a presentation, the file might be deleted by the publisher.

E N D

Presentation Transcript


  1. Yug Nirman Yojna

  2. “YUG NIRMAN ” : Few Queries. • What ? Kya • Why ? Kyu • How ? kaise • When ? kab • Where ? Kaha

  3. What is YUG NIRMAN ? • Yug Nirman is a project of re-construction of the Era/Society.

  4. Why YUG NIRMAN ?

  5. YUG NIRMAN : HOW?

  6. YUG NIRMAN : WHEN? • It’s a Maintenance project. • Journey has started. • Join from now onwards.

  7. YUG NIRMAN : WHERE? • In your own self.

  8. What is the frame? Any • 18 Solemn Pledge. • Panchsheel & Mental Varchas. • Sanjeevani Vidya. • Gayatri Geeta. • Gayatri Smruti.

  9. 18 Solemn Pledge…. 1 to 6 What to Do ? • Hum ishwar ko sarvyapi nyaykari mankar usake anushanshan ko apane jiwan mei utarenge. • Sharir ko bhagwan ka mandir samjhkar aatmy sanyam aewam niyamitata dwara arogya ki rakhsha karenge. • Man ko kuvicharo aewam durbhawanao se bachaye rakhne ke liye swadhyay aewam satsang ki wyavastha banaye rakhenge. • Indriya sanyam , samay sanyam, arth sanyama aewam vichar sanyam ka satat abhyas karenge • Samajhdari , imandari, jimmedari, & bahaduri ko jiwan ka abhichin anag manenge. • Aniti se prapt safalta ki apeksha, niti par chalte huye asaflata ko shiro dharya karenge.

  10. 18 Solemn Pledge….. 7 to 10 Catalyst for us : • Manushya ke mulyankan ki kasauti usaki safltaon yogtaon ko nahi usake sadvicharon usake satkarmo ko manenge. • Nar nari parsapar pavitr drishti rakhenge. • Paramparaon ki tulna mei vivek ko mahatv denge. • Rashtriy ekta aewam samta ke prati nishtawan rahenge, jati ling bhasha prant sampraday aadi ke karan koi bhedwav na rakhenge.

  11. 18 Solemn Pledge…….11 to 14 Contribution in Society Maintenance • Apane aap ko samaj ka abhin ang manenge aewam sabke hit mei apana hit samjhenge. • Maryadaon ko palenge , varjanao se bachenge, nagrik kartavyon ka palan karenge aur samaj nisth bane rahenge. • Charon oar madhurta swachata sadgi aewam sajjanta ka vatavar utpann karenge. • Dusaro ke sath who wyavah na karenge jo hume apane liye pasand nahi.

  12. 18 Solemn Pledge…. (15 ,16) Contribution in surroundings • Sansar mei satprivruti ki punya prasar ke liye apane samay prabhav gyan purusharth aewam dhan ka ek ansh niyamit roop se lagate rahenge. • Sajjano ko sangathit karne, aniti se loha lene, aur nav srijan ki gati vidhiyun mei puri ruchi lenge

  13. 18 Solemn Pledge…….17 & 18. Our firm believe : • Manushya apane bhagya ka nirmata aap hai ,is adhar par humari manyata hai ki hum utkrisht banenge aur dusaro ko shreshta banayenge to yug awashya badlega. • “Hum badalenge yug badlega , hum sudhrenge yug sudhrega “ is tathya par humara paripurn vishwas hai.

  14. Vision : • Heaven on Earth

  15. Invitation • Please join Yug Nirman Yojna • Now Onwards • By Self Development

  16. Energy from ? Gayatri Mantra Om bhur bhwah swah tat savitur vareniyam bhargo devasya dhimahi dhiyo yonah prachodayat

  17. Thank You Thank You Thank You

More Related